Sometimes, our little ones go to bed within seconds but other times, making baby sleep requires a lot of effort feeding, playing or singing sweet bedtime Songs to the baby. Below 4 Hindi Lullabies (Hindi Lori songs) are the best Hindi Lori songs and a good place to start. These Hindi Lullabies have helped me in many sleepless nights. Soon I will share Best baby Lullabies perfect for soothing your baby, List of Top 10 Lullabies from round the world and Top Hindi Lullaby (lori) songs used in Bollywood.
Lullabies have been an integral part of Indian childhoods, and both mother and child enjoys gentle lyrics and soothing rhythms of these lori (Indian lullabies). Popular Themes in these Lullabies are
- Moon & Stars: Almost every lullabies in Hindi and across India have moon, stars, and night skies in the lori to calm the child and take them to a peaceful sleep.
- Mother's Love: Almost all lullabies emphasize the unconditional love and care that a mother has for her child
- Nature's Beauty: Indian lullabies often have the beauty of nature in them like soft winds, trees, and rivers. This helps in creating a calm, serene atmosphere for the child.
Here are Best Lori Songs, We hope you and your baby will enjoy these Hindi lori lyrics.
Top Hindi Lori
- Chandaniya (Lori Lori)
- Sun Sun Nanhe Lori Ki Dhun
- Nanhi Kali Sone Chali
- Chanda Hai Tu, Mera Suraj Hai Tu
- Lalla Lalla Lori Doodh Ki Katori
- Chandamama Door Ke
Chandaniya (Lori Lori)
My daughter just loves this Song. It's a lovely lullaby from the 2012 Bollywood film Rowdy Rathore. The song beautifully combines soothing music with gentle lyrics, making it a perfect lori for children. This lori resonates so well with both kids and parents. In the movie, it was meant to be a soothing moment for the characters but this song has found a special place in the hearts of indian parents.
Lori Lyrics
Lori lori lori Lori lori lori Lori lori lori Lori lori lori…
Chandaniya chhup jaana re
Chhan bhar ko luk jaana re
Nindiya aankhon mein aaye
Bitiya meri so jaaye hmm mm…
Nindiya aankhon mein aaye
bitiyaa meri so jaaye
Leke god mein sulaao
Gaao raat bhar sunaao
Main lori lori
Ho main lori lori
Lori lori lori Lori lori lori
Lori lori lori Lori lori lori
Gardhaniyaan chhun chhun baje
Palkan mein sapna saje
Dheeme-dheeme haule-haule
Pawan basanti dole
hmm hmm…
Dheeme dheeme haule haule
Pawan basanti dole
Leke god mein sulaao
Gaaon raat bhar sunaao
Main lori lori
Oh oh ho main lori lori
Meri Muniya Rani bane
Mehlon ka Raja miley
Dekhe khushiyon ke mele
Dard kabhi na jhele
Oh ho..
Dekhe khushiyon ke mele
Dard kabhi na jhele
Leke god mein sulaao
Gaao raat bhar sunaao
Main lori lori
hmm hmm main lori lori
Sun Sun Nanhe Lori ki dhun
Tari Rari Ra Ri Ra Rum
Tari Rari Ra Rum
Tari Rari Ra Ri Ra Rum
Tari Rari Ra Rum
Sun Sun Nanhe lori ki dhun ho ja meethe sapno mein Gum
Sun Sun Nanhe lori ki dhun ho ja meethe sapno mein Gum
Tu mera suraj hai
Tu mera chanda hai
Tu meri aankhon ka tara hai sun
Sun Sun Nanhe lori ki dhun ho ja meete sapno mein Gum
Mere laadle tujhko udhaun aanchal aa thapkiyon se sulaaun tujhe
Mein Taaron ki nagri se nindiya bulaaoon aankhiyon mein teri chupaaun use
Nindiya kya tere liye Taare laaun mein maa k tu Nanha Dulara hai Sun
Sun Sun Nanhe lori ki dhun ho ja meethe sapno mein Gum
Suno ae Hawaaon na tum shore krna tute na nanhe ki Nindiya kahi
Bade Bhaag se hai Mili aise Raatein mein Gaati rahoongi lori yun hi
Sote hue Nindiya tujhko hasati hai aise hi Meethe sapno ko chun
Sun Sun Nanhe lori ki dhun ho ja meethe sapno mein Gum
Tari Ra Rum
Tari Ra Rum
Tari Ra Rum Ra Rum
Ankhiyon kee dibiya mein (अँखियों की डिबिया में)
अँखियों की डिबिया में निंदिया भरी रे
निंदिया में सपने हज़ार
सोजा मुनिया हमार
दूधिया चंदा चमके गगन में
किरनों के रथ पे सवार
अब सो जा मुनिया हमार
चुप हो जा मुनिया हमार
अँखियों की डिबिया में निंदिया भरी रे
निंदिया में सपने हज़ार
अब सो जा मुनिया हमार
Translation
Ankhiyon kee dibiya mein nindiya bharee re
nindiya mein sapane hazaar
soja muniya hamaar
doodhiya chanda chamake gagan mein
kirano ke rath pe savaar
ab so ja muniya hamaar
chup ho ja muniya hamaar
ankhiyon kee dibiya mein nindiya bharee re
nindiya mein sapane hazaar
ab so ja muniya hamaar
Dhirese Aaja Re Akhiyan Me
The song "Dhire Se Aaja Re Akhiyan Mein" from the 1951 Bollywood movie Albela is a beautiful, soothing lullaby. This duet track was originally meant to be a calming song for adults, gently urging them to rest. However, its gentle melody and soothing rhythm made it so effective in lulling babies to sleep that it became a favorite among indian mothers.
Lori Lyrics
dheere se aaja ri ankhiyan mein
nindiya aaja ri aajaa, dheere se aaja
chhote se nainan ki bagiyan mein
nindiya aaja ri aajaa, dheere se aaja
o …
lekar suhaane sapanon ki kaliyaan, sapanon ki kaliyaan
aake basa de palakon ki galiyaan, palakon ki galiyaan
palakon ki chhoti si galiyan mein
nindiya aaja ri aajaa, dheere se aaja
dheere se …
o …
taaron se chhup kar taaron se choree, taaron se chori
deti hai rajani chanda ko loree, chanda ko lori
hansata hai chanda bhi nindiyan mein
nindiya aaja ri aajaa, dheere se aaja
dheere se …
Share you kids favourite Lori (Lullabies) using the comments section.
Lalla, Lalla, Lori Doodh Ki Katori
Lallaa, lallaa, lori doodh ki katori
Doodh men bataasha, munni kare tamaasha
Lallaa, lallaa, lori doodh ki katori
Doodh men bataashaa, munni kare tamaashaa
Chhoti chhoti pyaari pyaari sundar pariyon jaisi hai
Chhoti chhoti pyaari pyaari sundar pariyon jaisi hai
Kisi ki nazar na lage meri munni aisi hai
Shehad se bhi meethi, doodh se bhi gori
Chupake chupake, chori-chori, chori
Lallaa, lallaa, lori doodh ki katori
Doodh men bataashaa, munni kare tamaashaa
Kaari raina ke maathe pe, chamake chaand si bindiya
Kaari rainaa ke maathe pe, chamake chaand si bindiya
Munni ke chhote chhote nainon men khele nindiya
Sapanon ka palanaa, aashaaon ki dori
Chupake chupake, chori chori, chori
Lallaa, lallaa, lori doodh ki katori
Doodh men bataashaa, munni kare tamaashaa
Lallaa, lallaa, lori doodh ki katori.
Nanhi Kali Sone Chali
Nanhi Kali Sone Chali is a classic lullaby (lori) from the 1959 Bollywood movie Sujata, sung by the iconic Geeta Dutt. The soft, melodic tune combined with Geeta Dutt's gentle, calming voice makes this song the perfect lullaby. The song perfectly merges the nature and its element to create a perfect lori, it talks about a little flower (nanhi kali) that is drifting into sleep, just like how a baby falls into peaceful slumber.
Lori Lyrics
Nanhi Kali Sone Chali
Hava dheere aana
neend bhare, pankh liye, jhula jhula jaana
nanhi kali sone chali hava dheere aana
neend bhare, pankh liye, jhula jhula jaana
nanhi kali sone chali
Chaand kiran si gudiya naajon ki hai pali
Chaand kiran si gudiya naajon ki hai pali
aaj agar chaandaniya aana meri gali
gun gun gun geet koi haule haule gaana
neend bhare pankh liye, jhula jhula jaana
Resham ki dor agar pairon ko ulajhaae
Resham ki dor agar pairon ko ulajhaae
ghungharu ka daana koi shor macha jaae
Rani mere jaage to phir nindiya tu bahalaana
neend bhare, pankh liye, jhula jhula jaana
nanhi kali sone chali hava dheere aa
Chanda Hai Tu, Mera Suraj Hai Tu
This lori is from the iconic Bollywood movie Aradhana (1969), a beautiful lullaby sung by the legendary singer Lata Mangeshkar. This lori is a timeless piece that evokes warmth and tenderness.
Lori Lyrics
Chanda Hai Tu, Mera Suraj Hai Tu, O Meri Aankhon Ka Tara Hai Tu
Chanda Hai Tu, Mera Suraj Hai Tu, O Meri Aankhon Ka Tara Hai Tu
Chanda Hai Tu, Mera Suraj Hai Tu, O Meri Aankhon Ka Tara Hai Tu
Jiti Hu Main Bas Tujhe Dekhakar, Iss Tute Dil Ka Sahara Hai Tu
Chanda Hai Tu, Mera Suraj Hai Tu
Tu Khele Khel Kayi, Mera Khilona Hai Tu
Tu Khele Khel Kayi, Mera Khilona Hai Tu
Jisase Bandhi Har Aasha Meri, Mera Wo Sapna Salona Hai Tu
Nanhasa Hai Kitana Sundar Hai Tu, Chhotasa Hai Kitana Pyara Hai Tu
Chanda Hai Tu, Mera Suraj Hai Tu
Munne Tu Khush Hai Bada, Tere Gudde Ki Shadi Hai Aaj
Munne Tu Khush Hai Bada, Tere Gudde Ki Shadi Hai Aaj
Main Wari Re Main Balihari Re, Ghunghat Mein Gudiya Ko Aati Hai Laaj
Yuhi Kabhi Hogi Shadi Teri, Dulha Banega Kunwara Hai Tu
Chanda Hai Tu, Mera Suraj Hai Tu
Purwayi Wan Me Ude, Panchhi Chaman Mein Ude
Purwayi Wan Me Ude, Panchhi Chaman Mein Ude
Ram Kare Kabhi Ho Ke Bada, Tu Banake Badal Gagan Mein Ude
Jo Bhi Tujhe Dekhe Woh Yeh Kahe, Kis Mann Ka Aisa Dulara Hai Tu
Chanda Hai Tu, Mera Suraj Hai Tu, O Meri Aankhon Ka Tara Hai Tu
Jiti Hu Main Bas Tujhe Dekhakar, Iss Tute Dil Ka Sahara Hai Tu
Chanda Hai Tu, Mera Suraj Hai Tu.